Alvida alvida mahe-e-Ramzan Kalb e ishq hai para para Alvida alvida mahe-e-Ramzan Tere aane se dil khush hua tha Aur zoak e ibadat bandha tha Aahh aab Dil pe hai gham ka Galba Alvida alvida mahe-e-Ramzan
Nikian Kuch na Hum kar sakye hain Aah issiya he main din Katye Hain Haye gaflat mein tujhko guzara Alvida alvida mahe-e-Ramzan Koi husn e Amal Laga Saka Hoon Chand aansu Nazar kar raha hoon
Yahi hai mera kul asasaa Alvida alvida mahe-e-Ramzan Jab guzar jaega maah giyara Teri aamad ka aamad ka phir shor hoga Kya Meri Zindagi ka bharosa Alvida alvida mahe-e-Ramzan
Buzm iftar sajati thi thi kaise Sub sama ho ga suna suna Alvida alvida mahe-e-Ramzan Yad Ramzan ki tarpa rahee hai Aanso ki jarhee lag gayee hn Kah raha ha her ak katra Alvida alvida mahe-e-Ramzan
Tere diwane sb kae sb to rahe hn Muztarib sb kae sb ho rahe hn Kon dae ga ab unhye dilasa Alvida alvida mahe-e-Ramzan Sag e attar badkar Qahil Rah gaya yeh ibadat se gaafil Is se khush ho kae hona rawa hum sab se Khush hoke hona rawana Alvida alvida mahe-e-Ramzan Alvida alvida mahe-e-Ramzan
Aae muslman tha zinda rahye gaye Is mahinye ko phir dakh loge Kiya teri zindgi ka bhrosa Alvida alvida mahe-e-Ramzan Saal e ainda shah e Haram Kerna hum sb pae karm yae tm Tm Madina ma ramdan dikhana Tm Madina ma ramdan dikhana(Ameen)