Tera Naam khwaja moinuddin lyrics in english

Tera Naam khwaja moinuddin
TU Rasool e pak ki aal hai
Teri shaan khwaja e khwajagan
Tujhe bekasson ka khyal hai
Main bigra bakht sanwar dun

Mere khwaja mujhko Nawaz do
Teri ik nigah ki baat hai
Meri Zindagi ka sawal hai
Main gadaa e khwaja e chisht Hoon
Mujhe is kadai pe Naz hai

Mera naaz khwaja pe kyun na ho
Mera khwaja Banda Nawaz hai
Mera khwaja aata e Rasool hai
Wo Bahar e chisht ka phool hai
Wo Bahar e gulshan e Fatima

Chaman e Ali ka nihaal hai
Yahan bheekh milati hai bae guman
Yah bare sakhi ka hai astaan
Yahan sab ki Bharti hai jholiyan
Yae dar e Garib Nawaz hai

Leave a Comment