Sab Se Ola O Aala hamara Nabi Sab Se Bala O Aala hamara Nabi Apne Mola Ka pyara hamara Nabi Donon alam ka dulha hamara Nabi
Bzmai Akhir Ka shama faroza huwa Noore Awal Ka jalwa hamara Nabi Bujh gai jiskay agay sabhi mash alen shama WO lekr Aya hamara Nabi Jis Kaye talwo Ka dhowan hai aabe hayat
Hai WO janye masiha hamara Nabi Khalq SE olia olia SE rasool Or rasoolo SE ala hamra nabi Jayse sab Ka khuda ek hai wase he
Inka unka tumhara hamra nabi Kaun Deta hai dene ko munh chahie Dene wala hai saccha hamara Nabi Kya khabar kitne tare khile chhup Gaye
Pr na dobe na doba Hamara Nabi Mulke ko nain mein anbia tajdar Sary acho ma acha samjhe jise Haye Us unche se uncha hamara Nabi
Jisne tukre kiye Hain kamar ke wo he Noore wahdat ka tukra hamara Nabi Ghmzado KO raza muzda dijye Kae hai Be Kaso Ka Sahara Hamara Nabi
Sab Se Ola O Aala hamara Nabi
Sab Se Ola O Aala hamara Nabi
1 thought on “Sab Se Ola O Aala hamara Nabi Naat Lyrics”
Amazing👍
Best👌