Kyon aakar ro Raha hai Mohammed ke shahar mein Har Dard ki Dua hai Mohammad ke shahar mein Kadmon ne unke khak ko kndan banaa Diya Mitti bhi kemia hai Mohammed ke shaher mein
Sadke luta Raha hai Khuda unke naam ka Sona Nikal Raha hai Mohammed ke shaher mein Sab to jhuke hain khyma ke samne Kaba chuka huwa hai Mohammad ke shahar mein
Aye moat abhi a kae Gale se Laga mujhe Marna main Chahta Hun Mohammed ke shahar mein Aye raaz grche hind mein maujud hun magar Dil naat parh raha hai Mohammed ke shaher mein