Jashne aama de Rasool Allah Hi Allah lyrics in english

Jashne aama de Rasool Allah Hi Allah
Bibi amna ke phool Allah Hi Allah
Jab ke sarkar tashrif laane Lage
Horo gilman bhi khushiyan manane Lage
Har taraf Noor ki roshani chha gai

Mustafa kya Mile Zindagi mil gayi
Aye Halima Teri God mein a gaye
Donon Alam ke Rasool Allah Hi Allah
Koi chehre ki tareef karne lage
Koi zulfon ki tarif karne lage

Amina dekh ke muskurane lagi
Hawaa Mariyam bhi khushiyan manane lagi
Aamna bhi bhi sabse yah kahane lagi
Dua ho gayi qubool Allah Hi Allah
Shadiyaanay Khushi ke bajayenge
Shaad ke nagme sabko sunaye Gaye

Har taraf shor salealla ho Gaya
Aaj paida habibe Khuda ho Gaya
Phir to jibrail ne bhi elan Kiya
Ye Khuda ke hai rasul Allah Hi Allah
Jashne aama de Rasool Allah Hi Allah
Bibi Amna ke phool Allah Hi Allah

Leave a Comment